Ek Laal Phool Pyara, Jangal ko Jaa raha thaa 2
Laila ke liye Majnu, Khana Bana Raha thaa 2
Laila Padi Palang pe, Majnu Khila Raha thaa 2
Ek Laal Phool Pyara, Jangal ko Jaa raha thaa 2
Laila ke liye Majnu, Jhanjhar Bhara Raha thaa 2
Laila Padi Palang pe, Majnu Pila Raha thaa 2
Ek Laal Phool Pyara, Jangal ko Jaa raha thaa 2
Laila ke liye Majnu, Beeda Laga Raha thaa 2
Laila Padi Palang pe, Majnu Chabha Raha thaa 2
Ek Laal Phool Pyara, Jangal ko Jaa raha thaa 2
Laila ke liye Majnu, Sejiya Laga Raha thaa 2
Laila Padi Palang pe, Majnu Sula Raha thaa 2
Ek Laal Phool Pyara, Jangal ko Jaa raha thaa 2
No comments:
Post a Comment