Ra maiya wasta waiya 2
Tera Teeka wahi
Teri Motiya wahi
Tera Chhapka na Jaane, kahan kho
Tere Maangon ka Teeka, Tere Maango mein Sohey 2
Ra maiya wasta waiya 2
Tera Nathiya wahi
Tera Jhumka wahi
Tera Besar na Jaane, kahan kho
Tera Earing na Jaane, kahan kho
Tere Naakon ka Nathiya, Tere Naakon mein Sohey
Tere Kaanon ka Jhoomak, Tere Kaanon mein Sohey
Ra maiya wasta waiya 2
Tera Maala wahi
Tera Baala wahi
Tera Nekles na Jaane, kahan kho
Tera Kangan na Jaane, kahan kho
Tere Galon ka Maala, Tere Galon mein Sohey
Tere Haathon ka Baala, Tere Haathon mein Sohey
Ra maiya wasta waiya 2
No comments:
Post a Comment