Monday, 7 December 2009

JHOOMAR : Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Laddu liye Peda liye aur liye jilaabiyan

Haath badha kar le le nandi

Maar Saale ko jootiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Beeda liye Khilli liye aur liye ilaichiyan

Haath badha kar le le nandi

Maar Saale ko jootiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Jhanjhar liye Gerua liye aur liye Surahiyan

Haath badha kar le le nandi

Maar Saale ko jootiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Dekh re nandi kaun khada Darwaaze maare sitiyan

Toshak liye Takiya liye aur liye Razaaiyan

Haath badha kar le le nandi

Maar Saale ko jootiyan.

No comments:

Post a Comment