Samdhan Taxi Mein Ho Ja Sawaar
Samdhan taxi mein hoja sawaar
Samdhan taxi mein hoja sawaar
--
Humari samdhan ko ghararon ka shoq hai
Ghararon ka shoq hai, shararon ka shoq hai
Sanaullah lagay tera yaar
Sanaullah lagay tera yaar
Humari samdhan ko jhumko ka shoq hai
Jhumko ka shoq hai, teekay ka shoq hai
Ruby Jewellers lagay tera yaar
Ruby Jewellers lagay tera yaar
Humari samdhan ko dancing ka shoq hai
Dancing ka shoq hai, gaanon ka shoq hai
Ricky Martin lagay tera yaar
Ricky Martin lagay tera yaar
No comments:
Post a Comment