Baar baar nandi duwariya par jaaye
Kaha na maane na maane re
Jab dekha jab baaghon mein dekha 2
Are … maali ka ladka nanadiya ka yaar
Kaha na maane na maane re
Jab dekha jab sadkon par dekha 2
Are … Raahi ka ladka nanadiya ka yaar
Kaha na maane na maane re
Jab dekha jab Kooen par dekha 2
Are … Bishti ka ladka nanadiya ka yaar
Kaha na maane na maane re
Jab dekha jab Station par dekha 2
Are … T.T.E. ka ladka nanadiya ka yaar
Kaha na maane na maane re
Jab dekha jab sejiya par dekha 2
Are … Sasur ka ladka nanadiya ka yaar
Kaha na maane na maane re
Baar baar nandi duwariya par jaaye
Kaha na maane na maane re
No comments:
Post a Comment