Sunday, 6 December 2009

Dulhan ka Shahana Geet

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Nausha Teeka liye jo khada hai

Mere Paaon mein bedi pada hai

Jiya chaahe ke ud ke main aaoon

Piya pankh kahan se main laaoon

Ek pal Mukhda dikha ja

Dil ka dukhda suna ja

Kaisi bas mein padi hai meri jaan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Nausha Jhoomak liye jo khada hai

Mere Paaon mein bedi pada hai

Jiya chaahe ke ud ke main aaoon

Piya pankh kahan se main laaoon

Ek pal Mukhda dikha ja

Dil ka dukhda suna ja

Kaisi bas mein padi hai meri jaan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Nausha Nathiya liye jo khada hai

Mere Paaon mein bedi pada hai

Jiya chaahe ke ud ke main aaoon

Piya pankh kahan se main laaoon

Ek pal Mukhda dikha ja

Dil ka dukhda suna ja

Kaisi bas mein padi hai meri jaan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Badal gheri gheri aaye Paapi papiha lagaye

Zulmi kaaheko sunae aisi taan re

Nausha Maala liye jo khada hai

Nausha Kangna liye jo khada hai

Nausha Paayal liye jo khada hai

Nausha Joda liye jo khada hai

Mere Paaon mein bedi pada hai

Jiya chaahe ke ud ke main aaoon

Piya pankh kahan se main laaoon

Ek pal Mukhda dikha ja

Dil ka dukhda suna ja

Kaisi bas mein padi hai meri jaan re

No comments:

Post a Comment