Didi se karke bahana
Jija ji mere kamre mein Aana 2
Sone ki thaali main khana Lagaya 2
Khaa ke Khila ke chale jaana
Jija ji mere kamre mein Aana
Didi se karke bahana
Jija ji mere kamre mein Aana 2
Sone suraahi Gangla jal Paani 2
Pee ke Pila ke chale jaana
Jija ji mere kamre mein Aana
Didi se karke bahana
Jija ji mere kamre mein Aana 2
Lounga ilaichi ka Beeda Lagaya 2
Chaabh ke Chabha ke chale jaana
Jija ji mere kamre mein Aana
Didi se karke bahana
Jija ji mere kamre mein Aana 2
Phoolon Hazaaron ka Sejiya Lagaya 2
So ke Sula ke chale jaana
Jija ji mere kamre mein Aana
Didi se karke bahana
Jija ji mere kamre mein Aana 2
No comments:
Post a Comment